Performance Pressure ::::
Poultry farm ke malik ne tammam Murgiyon ko Order diya
“Agar tum logon ne kal se Do — Do ande nahi diye to kal se tumhara dana pani band “Murgiya dar gayi ….sab ne do do ande diye magar ek murgi ne sirf ek anda diya “
Malik “tum ne 1 anda hi kyon diya
..
..Jawab mila.
..
..
..
..“Sir ye aapke dar ki wajah se diya hai waise main to Murga hoon”
